Wednesday, April 25, 2012

Jyoti Bindu Parmaatma Se


Click here to download mp3

jyoti bindu parmaatma se
ae meri aatma ab chal kar le milan
parmaanand ka anubhav kar tu
dhanya bana jeevan
prabhu ki praapti ka mul mantra hai sampurna samarpan
ae aatma chal prabhu ko saunp de tu saara jeevan
dekh prabhu tere nikat viraajein kar le abhivaadan
jyoti bindu ke prem sindhu mein chal aaj nahaale
parampita ka prem paatra ban kar tu subh var paa le
kiran kiran ko nirakh nayan se
ho jaah mann mein magan

No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.